Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,****gamm ke saagar me is
kadar kho gayi hai,****tum kar do ek SMS yeh gujarish hai meri,****tumari
SMS ki adat si ho gayi hai.
Phoolon se khoobsurat koi nahi.****Sagar se gahra koi nahi.****Ab
aapki kya tarif karu...****Dosto me aap jaisa...Nalayak koi nahi!
Mandir mein jaap karta hoon,****Masjid mein adaab karta hoon,****Insaan
se kahin bhagwan na ban jaun****isliye roz tujhko SMS karke paap
karta hoon
TUSI bade hi gr8 ho,****RASGULLE ki pl8 ho,****PEPSI ka cr8
ho,****ANDE ka oml8 ho,****SMS KARNE ME bade le8 ho,****JALEBI
ki tarah stra8 ho,****KHER jo bhi ho mere fevr8 ho...!
Vo sochte honge usko aksar,****jo hamein unke salaam de jaati
hai,****vo kya jaane unhein choone waali hawa bhi,****hamein
unke saare paigaam de jaai hai!
Teri aankain jhuki jhuki****tera chehra khila khila****jab tere
chehre per haath ghumaya ****to aadha kilo fair & lovely mila
Apni Surat ka kabhi to didaar de****tadap raha hu ab aur na
intzaar de****Apni awaaz nahi sunani to mat suna****Kam se kam 1
Missed call hee maar de
Tussi Hasde yo sanu hasaan vaaste****tussi rone yo saanu rovaan
vaaste****ek vaar rus ke ta vekho sohneyo****Marr javange tuhanu
manaan vaaste
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain****Vo aaj bhi hume dekh
kar muskurate hain****Yeh to unke bache hee asay hain,****Jo
Mamma-Mamma bulaate hain.
Zindagi Hey to Khwab Hain, Khwab hain tu Manzilen Hain,Manzilen
Hain to Rastay Hain Rastay Hain TU Mushkilen Hain our Mushkilen
Hain Tu "Main Hoon Na"
zindagi zinda dili ka naam hai murda dil khaaq jia karte hain.
...
kia nizah ki taqlifoon main maza jab moat na aae jawani main
kia lutf janaza uthne ka her kam pe jab matam na ho
Missed call to ek bahana hai,
Irada to aapka ek lamha churana he,
Aap chahe humse baat karo ya na karo,
Aap ki yadon mein humara ana jana hai.
Ae dil unki yaad mein rona fizul hai, ansu anmol hai, inko khona
fizul hai,
Rote uske liye hain jo tum pe nisar ho, uske liye kya rona jiske
ashiq hazaar hon